Raakh ho gayi hai ye kaagaz si zindagi
Par is raakh me bhi dhoondhti hoon tera chehra
Tu nahi aayega kabhi jaanti hoon
Par har roz dhoondhti hoon tere aane ki aahat
Teri tasveer ke sahaare duniya se bagawat kar li
par tera naam tak meri lakeero me na tha .....
Hamein toh itna likhna aata nahi par title aur content dekh kar ek gana yaad aa gaya.
Tanhayee Tanhayee
Dil Ke Raaste MeinKaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi
TanhayeeTanhayee Tanhayee
Dev bhai kya hogaya tere ko...Kal tak to theek tha tu
![]()
Bhai ye toh gana hai ... bass ... abb hamein toh likhna aata nahi ... koi shaayar ya kavi/kaviyatri toh hai nahi ... isliye yaad aaya so chep diya![]()
Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Ye saale patte hil hil ke thakte nahi hain kaya
aur aap chaap chaap ke thakte nahi ho kya![]()
Hahahahahahahahahahahahhaa .... bhai main te nyu e kham kha likhaa jaaoon soon tu tension mat liya ker .... uper aalaan ki jhok ne daant ... roj naye naye berana kit ke kaadh ke laawein sain .... aade te sir ke uper ke jaawein sain ..
ek baar te galib bhi sochta hoga ke galat kera ... usne sher likhne suru kare ...
eb ye uski taang todan laag re hain ...
Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
E koi chaaj lyo . chaalni lyo .. palta lyo .. nakchuti lyooooooooo
[FONT="]Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badalte[/FONT]
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.