Tanhaai ke raaste .....

Status
Not open for further replies.

shweta123

Banned
Raakh ho gayi hai ye kaagaz si zindagi
Par is raakh me bhi dhoondhti hoon tera chehra

Tu nahi aayega kabhi jaanti hoon
Par har roz dhoondhti hoon tere aane ki aahat
 
Saanjh dhale teri yaad dil ke raste aankho me utar aati hain
Aur mai doob jaati hoon har baar paar utarne ki khwahish liye
Aur ek tu hai ki raato ko soya karta hai .........
 
Yu jala ker jindagi, raakh me ab kya dhundte ho
kaagaz si jindagi per humara naam likh lete to accha hotta

Itni veeran naa hoti ye khubsurat jindagi
kisi mod pe hum se mill jate to accha hotta :D

Raakh ho gayi hai ye kaagaz si zindagi
Par is raakh me bhi dhoondhti hoon tera chehra

Tu nahi aayega kabhi jaanti hoon
Par har roz dhoondhti hoon tere aane ki aahat
 
Hamein toh likhna aata nahi

Hamein toh itna likhna aata nahi par title aur content dekh kar ek gana yaad aa gaya.

Tanhayee Tanhayee
Dil Ke Raaste MeinKaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi
TanhayeeTanhayee Tanhayee
 
Last edited:

Dev bhai kya hogaya tere ko...:confused::confused: Kal tak to theek tha tu :):)
 
tam pher suru hoge ..... ib ke ne mukesh ke heart attack keraaoge er na iska BP jaroor bedha dyoge ..... er suru ke 4-5 sher dekh ke te nyu laage hai yo thread Shewata ne Mukesh ke sir main dard kerne ke liye suru kera hai .....

Hawa chalti hai to tanhaai main yaad aata hai ....
Hawa chalti hai to tanhaai main yaad aata hai ....
Hawa chalti hai to tanhaai main yaad aata hai ....

ye saale patte hil hil ke thakte nahi hain kaya..
 
Yo pher suru ker diya mukesh ke sir main darad ... er pehle ke 4-5 sher dekh ke te nyu laage hai shewata ne jaan bhoojh ke mukesh ke sir main dara d keran khaater yo shuru kera hai .... iske BP ki bimaari laaooge...

Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Hawa chali hai to tanhaai main yad aata hai
Ye saale patte hil hil ke thakte nahi hain kaya
 
Bhai ye toh gana hai ... bass ... abb hamein toh likhna aata nahi ... koi shaayar ya kavi/kaviyatri toh hai nahi ... isliye yaad aaya so chep diya :)

tab to theek hai..nai maie to sochan lag gya tha ki thare bi kye ho liya.. :D kisi tantrik ne aur dondan ki soch reha tha koi jhada phook diraan katir..:)
 
aur aap chaap chaap ke thakte nahi ho kya :)

Hahahahahahahahahahahahhaa .... bhai main te nyu e kham kha likhaa jaaoon soon tu tension mat liya ker .... uper aalaan ki jhok ne daant ... roj naye naye berana kit ke kaadh ke laawein sain .... aade te sir ke uper ke jaawein sain ..

ek baar te galib bhi sochta hoga ke galat kera ... usne sher likhne suru kare ...

eb ye uski taang todan laag re hain ...

Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
Galib ne gali main suni ek madhur aawaaj
E koi chaaj lyo . chaalni lyo .. palta lyo .. nakchuti lyooooooooo
 
Hum to taang todan bargge hi hain, par aap to sachhe shaagird ho Gaalib sahab ke ...... kya aandaaze bayaan hain ...... inshaallah aapko nemat bakhshe :)
 
[FONT=&quot]Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badalte:)[/FONT]
 
ib thara number aya hai ke... natik sikha ki kitab maie padi thi kye ya story..
 
[FONT=&quot]Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath...
Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho[/FONT]
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top