R
rabbu
Guest
Huda Zimmkhana Club, Gurgaon
Hello Sunio Bhai saare Jat Land k Member Dhayan Deker sunna bhai
Aakhir Bhai Satinder Singh Goyat ki Ji Tod Mehnat kaam aaye or aunke aathak paryass se Delhi Jat Meet aaj shayam ko Huda Zimmkhanna Club Sec-29 mein fix hue hai.
Es Delhi Jat Meet ka SShreyaa Mr. Satinder Singh Goyat ko hi Jata hai. Hum Jat Land Ke Memebr Satinder Singh Goyat ko Aashwasan dilate hain ki hum es Delhi JAT Meet ko kaamyab banayenge or JAtland members ke liye ek Yaadgar shaam hovegi.
Baaki MAine ek chees dekhi hian ki jko aadmi aage badhta hain uski taang khinchne wale bhi bahut hote hai, lekin Sahsi or Bahadur log eski kab parwah karte hain , wo Nirranter aapne Path pe aage badhte rahte hain.
Hamari shubh-kaamnaye Bhai Satinder Singh Goyat se saath hain or sadeev hum unke liye tayeera hain
Enhi shubhkamnao sahit main Jat Land Members ko Delhi JAT Meet ke liye Dil se Invitation ( Niman-taran ) de raha hun , or sabhi members se apeel hai ki maximum Members aaye or Delhi Jat Meet ko Success banaye.
Thanx alot
Aapka Aapna
[/quote]bhai goyat tu to bejatti si kergaa meri aankhan ki
So, Those who can come at such a short notice are welcomed...
And those who can't....वो कृपया यहाँ अपना ज्ञान न दें , यहाँ सब ज्ञानी हैं ....
अर् धनकड़ भाई तू तो फेर भी चार आँख आला माणस सै, पोस्ट ध्यान ते पढ़ .....
PS: कृपया अब कोई और टांग ना खींचे .....![]()