Baadlon ke darmiyaan kuch aisi sajish hui...
mera hi ghar mitti ka tha,
mere hi ghar baarish hui,
unhe bhi jid thi bijliyaan giraane ki,
hume bhi jid thi vahin aasiyana bnane ki....
Astitva ko dhoondhti, tatolti, khojti si mai chalti chali gayi barso …..
Kuch kirche mili swabhimaan ki, kuch pankh saahas ke
Kabhi rishto ki chashini me doobi, kabhi utari paani me dukh ke
Khoja kabhi saanjh ka matlab, kabhi savere ko aankho me le soyi
Sameti kabhi khushboo khwaabo ki, kabhi gale lagaaya umeedo ko
Chua gam ki aandhi ko, kabhi lipat gayi khushi ke daaman se
Par na mili astitva ki paribhasha dhoodha har taraf har aur
Shayad simta hua sa chupa hua ho wo inhi ehsaaso me kahi
Kabhi sir uthaaye khada sa, kabhi pada hua ek aur bejaan sa
Astitva ko dhoondhti, tatolti, khojti si mai chalti chali gayi barso….
tumse jud ke hogaye mayane jindagi ke
tumhare bin kitni bemaani ho jaugi
kyu yu jud ne ki ye fitrat hai meri
akele kyu nahi me ye rah paugi
ladies spacial taaga hmmm
ladies special taage mein swaagat hai aapka....![]()
judne se tere, mayne uske bhi badle hain
tum keh letti ho wo aksar chup rehte hain
kehte hain judne se safar accha kat-ta hai
yu to kuch log ye safar tanha bhi teh kerte hain
judne se tere, mayne uske bhi badle hain
tum keh letti ho wo aksar chup rehte hain
kehte hain judne se safar accha kat-ta hai
yu to kuch log ye safar tanha bhi teh kerte hain
judne se tere, mayne uske bhi badle hain
tum keh letti ho wo aksar chup rehte hain
kehte hain judne se safar accha kat-ta hai
yu to kuch log ye safar tanha bhi teh kerte hain
ham-safar ban ke ham saath hain aaj bhi
phir bhi hai ye safar ajanabi -ajanabi
zindagi ho gayi hai sulagataa safar
duur tak aa rahaa hai dhuaan saa nazar
kisako maaluum thaa din ye bhi aayenge
mausamo kii tarah dil bhi badal jaayenge
अपने दिल को पत्थर का बना कर रखना ,
हर चोट के निशान को सजा कर रखना ।
उड़ना हवा में खुल कर लेकिन ,
अपने कदमों को ज़मी से मिला कर रखना ।
छाव में माना सुकून मिलता है बहुत ,
फिर भी धूप में खुद को जला कर रखना ।
उम्रभर साथ तो रिश्ते नहीं रहते हैं ,
यादों में हर किसी को जिन्दा रखना ।
वक्त के साथ चलते-चलते , खो ना जाना ,
खुद को दुनिया से छिपा कर रखना ।
रातभर जाग कर रोना चाहो जो कभी ,
अपने चेहरे को दोस्तों से छिपा कर रखना ।
तुफानो को कब तक रोक सकोगे तुम ,
कश्ती और मांझी का याद पता रखना ।
हर कहीं जिन्दगी एक सी ही होती हैं ,
अपने ज़ख्मों को अपनो को बता कर रखना ।
मन्दिरो में ही मिलते हो भगवान जरुरी नहीं ,
हर किसी से रिश्ता बना कर रखना ।
मरना जीना बस में कहाँ है अपने ,
हर पल में जिन्दगी का लुफ्त उठाये रखना ।
दर्द कभी आखरी नहीं होता ,
अपनी आँखों में अश्को को बचा कर रखना
kabhi beti , ma kabhi ardhangini
in sabhi naato se bulaya jatta hai
insan hai jo in sab ke picche jo
oske astitav par kyu prashanchinah lagya jata hai
Merii zindagi bhi meri nahin, ye hazaar Khaano mein bat gayi
Mujhe ek mutthi zamiin de, ye zamiin kitanii simat gayi
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.