Mein aapney ghar ko aapnee tarah chalata hun or ismein aapko koi pareshanee nahi hone chahiyea. AAp jo achchha samjhtey hai mein bhee samjhu yea koi jaruri nahi hai.
Naukeri karney key liyea kitna aachchha time hai sab jantey hai per jinhey aapney aap per bahrosa nahi hota unhey naukeri karvana bhee jaruri hai.
Bhai bahut personal honey kee jarurat nahi hai. or na hee master banney.
Sir, dekhiye ab paise me tol dena to galat ho gaya na! ..
working ho ya housewife ho... biwi aadmi ko bacche deti hai... 9 mahine aadmi nahi rakhta pet me... 2 lakh 2 crod 2 arab 2 kharab... sam feeka hai baccho ke aage. pata nahi main theek hu ya nahi... abhi to koi baccha nahi hai mere... par lagta to aisa hi hai mereko.... kuch saalo me shayad aapko confirm kar dunga.... baaki jo parents hai shayad vo abhi confirm kar sakte ho is baat ko...
Bhai Sumit iss discussion mein personal hone ki toh shayad koi jaroorat nahi hai. Ek baar fir se upar se neeche tak padh ke dekho shayad tumhe bhi lagega ki tum personal ho rahe ho. Agar kuch achha nahi laga toh post ko criticize karo but y to go personal and that too a senior member.
Aur waise bhi jo unhe sahi laga unhone kaha aur itna kuch galat bhi nahi kaha. Aage tumhaari marzi.