mujhe shikayat hai...

Status
Not open for further replies.
Sikayat sun bhi li aur note bhi kar li gai hai.
Karwaai joron par hai...:cool:
lagta hai......aap nee ...jaldi hi...america teel bhijwaani padegi;):p
Sabar raakh...........sabar ka fallll meetha ho se:D

hame sikayat hai jo khali sir pai ,, pagdi,, bandh kai
photo khichwawe sai . ,, dhoti,, or ,, doga,, sath main
kyo nhi rakhte . or ,, huka,, pite huye bhi dikhai nhi dete .
 
आपणा हुक्का आपणी मरौड!!

मुझे ऐसे बन्धुओं से कोई शिकायत ना है जिनकी नजर कमजोर हैं…;)…रही धोती ओर डोगे के फ़ोटू की बात….:rolleyes:..वो तै गैल राख्या करूं सूँ मैं…:cool:..लेकिन फ़ोटू में दिखाई ना देण की शिकायत आप...:confused:….आपणे प्रिय भाई हरविंदर मलिक जी तै ही कीजिये…:eek:..क्यूंकि ये फ़ोटू मलिक साहब का खिंचां होड सै ?:)
ओर भाई जहाँ तक बात हुक्के की सै……वो न्यूं कहा करैं…:cool:..आपणा हुक्का आपणी मरौड….:D..पीवैं-पीवैं नहीं दे फ़ौड।:p:rock

hame sikayat hai jo khali sir pai ,, pagdi,, bandh kai
photo khichwawe sai . ,, dhoti,, or ,, doga,, sath main
kyo nhi rakhte . or ,, huka,, pite huye bhi dikhai nhi dete .
 
1. Humko ye shikayat hai ki wo hamari shikayat nahi sunti.
2. Humko ye shikayat hai ki wo gairon ke shairee ki daad deti hain.
3. Humko wo ye shikayat hai ki wo hume purane zamane ka kahtee hain.

Hum bhi kitne bewakoof hain ki unkee shikayat gairon se kar rahen hain.....LOLLLLLLLLLLL

Unki ye shikayat hai ki hum bade wo hain.....hahahhahahahaa

RK^2

Humko ye shikayat hai ki "wo" kaun hai ...bataya nahin...:D
 
Mujhe Shikayat hai ki kyon Bhai Vivek Pannu, Bhai Sachin Balyan aur Bhai Anil Sangwan ko BAN kar diya gaya.
Ye teeno Bhai hamesha se hi Jat heeto ke liye ladte rahei hain aur saath mein inhone Rashtra-Veerodhi taakton se bhi takkar li hai.

Saath mein ye bhi bataana chaahta hun ki ye teeno bhai haar maanne waale nahi hain:cool:
 
Mujhe bhi ek shikayat hai

Mujhe shikayat hai un bhaiyon se jo apni bhainsh pe baith kar, johad takk lekar jaate hain...........

Mujhe shikayat hai un bhaiyon se, jo bhai jyada dudh nikalne ke liye bhainsh ko injection lagate hain........
 
oh god kya shikayat hai
maje aa ge pad kar bhai
bhainsh ki chinta bhut ho rhi hai bhai
 
Mujhe Shikayat hai ki kyon Bhai Vivek Pannu, Bhai Sachin Balyan aur Bhai Anil Sangwan ko BAN kar diya gaya.
Ye teeno Bhai hamesha se hi Jat heeto ke liye ladte rahei hain aur saath mein inhone Rashtra-Veerodhi taakton se bhi takkar li hai.

Saath mein ye bhi bataana chaahta hun ki ye teeno bhai haar maanne waale nahi hain:cool:
kyun ban kia in teeno ko
 
Hahahahahahahahahahahahahahahahaha:rock:rock

Jat heet ki baat kare ar Jit Takhar ne bhul gya

ban 4 hoye hain
 
Shikayat nahi Prarthna hai,

Aapney Ghar, Apney gaon, aapney sehar, apney rajya or aapney desh kee burai na karey. Aapnee Jati, apney dharm or apney samaj kee burai na karey keukee hum aaj jo kuchh bhee hai uskee neev inhee mein hai.

Aaj apnee jati or dharm kee burai kerkey log apney ko intelctual kehtey kai jo sahi nahi hai or agar aap apnee jaati or dharm say payar kertey hai to uskee kamiyeo ko door kerney kee koshish karey na kee harsamai usmey kamiya dhuntey rahey.
 
Sir ji aapko pata hai kyaa...mujhe is baat ki bhi shikaayat hai ki Jit takhar ji ne Sachin bhai ko Cyber Dhamki di thi....Jaan se khatam karne ki dhamki.
Mujhe is baat ki bhi Shikaayat hai ki aaj Jat hi Jat ke khoon ka pyaasa ho gaya hai...isi liye 4th naam shaamil nahi kiyaa:cool:
Jat Ekta Jindabaad. Sachin Balyan Bhai Jindabaad, Vivek Pannu Bhai Jindabaad, Anil Sangwan Bhai Jindabaad. Hindustaan Jindabaad:rock

Hahahahahahahahahahahahahahahahaha:rock:rock

Jat heet ki baat kare ar Jit Takhar ne bhul gya

ban 4 hoye hain
 
mujhe shikayat hai un auntyio se jo dophar ko bell bajakar neend me se utha kar gappe maarne aajaati hai:confused:
 
mujhe shikyat h un ldies se jo aapne baccho ko dusrro ke ghar jaakar tod fod macchane ki poori azzadi de detti hai:boxing
 
apane praye

mujhe shikayat hai un logo se jo baat baat par kasam khaate hai:eek:

aap log bhi aapni aapni shikaayte share karre:p
:cool:mujhe sikayat hai un logo se
jo sirf bate karne par dhamkate hai
badi kifayati hai unki dhamki
jo apantav se bahar ki batate hai:confused:
 
panchayati

hahhahah ... achaa fir mein bi likdu k apni shikayat :p :D

Mujhe shikayat hai un logo se jo Chaupal mein gugga se bane bethe rehte hai Away / BRB ka tag laake PM me badde rahte hai :D

:thappad chaupal me to vo atte hai , jinhe intjar hota hai faislo ka
faisle vo jo sunte hai sunate hai , kisi ko bure to kisi ko bhate hai .:confused::boxing
 
Mujhe Shikayat hai un logo se ... Jo subah subah apne dost ke ghar ke bahar aakar bar bar apni car ka horn bajate hai aur saare mohalle ko pareshan karte hain.
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top