100-100 gaj ke plat.. dikha sakte hai Hudda ko kursi ki bat

Status
Not open for further replies.

ajit2009

New member
:confused:sab kah rahe hai ki hudda thik hai ,kam kar raha hai ,....wikas kar raha hai ,....but ....sath ki sath wo sabse bada looose point bhi bana raha hai.
wo hai BPL ke 100-100- gaj ke palat from panchayati jamin .....ye sab rural area me mano BPL ke palat nahi uski vote kat rahi hai.
ye BPL wale pichale plat bech rahe hai.... aur age - age mufat me le rahe hai....this bad point for a village ... and it will be bad also for hudda .kyunki panchayati jamin sab ki sajhali hoti hai ....phir wo sirf BPL ko kyun mile ?



:mad:agar u bhi chautala ki dhal kamin bhaiya ke pache handan lag gya na te samjh o iski bhi chaudhar khatam...:mad:.

koi isane bhi samjhao ...ki bhai hudda maschingiri aur kamin ka koi atbar nahi hota ,ye tame pe doba kare......jat bhaiya ked bhi dekh le aur kyun poorani dharohar ne khon lag ra hai gamma ki,bas ya hi bach ri thi isne ......bhi kho dega te ye gamma ale tanne bhi kho denge.:confused:
 
Galat bol raha hai
Agar congress jat ne sambhal legi to congress ki chaudhar khatam.
BPL ko plot aaj se nahi mil rahe ye scheme indira ke time ki hai. Tab se Harijan siraf congress ko vote dete aaye hain aur ye siraf Mayawati hi hai jisne congress ke is bank mein sendh maari hai.
 
Galat bol raha hai
Agar congress jat ne sambhal legi to congress ki chaudhar khatam.
BPL ko plot aaj se nahi mil rahe ye scheme indira ke time ki hai. Tab se Harijan siraf congress ko vote dete aaye hain aur ye siraf Mayawati hi hai jisne congress ke is bank mein sendh maari hai.



Lekin is election me ye fir congress ki taraf ho liye... Ajit ne ye thik kaha hai ki inka bharosa na hai... Ye plot milne ke baad demand karenge ki inko makaan banane ke liye paise bhi do.... janta ki khoon pasine ki kamayi aise hi faltu me barbad kar rahe hain ye log... Gaon me jyadatar logo ne jo BPL me na aate unhone ne bhi BPL likhwa liya tha, kuchh to mhare hi gaam ke hain... Vote ke chakkar me gaam ki zameen aise ni bantni chahiye. isse to aage panchayti zameen bilkul khatam ho jagi...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top