babloodalal
Banned
ajayrohtak
bhai aap chautalla sahab ko bahut galia de rahe hai. aap apni jagah theek ho sakte hai, mein jitna raajniti ke baare mein jaanta hun almost sabhi politicians ek jaise se he hai. chautala sahab is far far better than pt. bhupender singh hooda, pt. maine kyon lagaya aap sooch rahe honge. 2005 mein jambeshwar university mein 49 professors, readers and lecturers liye gaye the unme se sirf 3 jat the aur 28 brahmin woh b UP se agar aap chahe to mein aapko list de sakta hun. agar chautala sahab hote to jat sirf 3 nahin 30 hote, sabhi universities mein aise he ho raha hai. chautala se jayada jatism kisi mein b nahi hai. 3 din pehle dainik bhaskar front page par deepender hooda ki statement the ki hum baap beta to sonia madam ke daakiae ( postman ) hai, chulu bhar pani mein doob maro yeh kaam reh gaya hai jatton ka.