G
gillamit
Guest
AAj k din Haryana kisi b state ka role model hai,..
Punjab ki dharti haryana ki dharti se jyada upjau hai,..Unke paas humse jyada paani hai,..per fir bhi HARYANA ka KISAN unse jyada properous hai,khushhal hai...Haryana ki PER CAPITA INCOME punjab se jyada hai,...!!!
kya baat hai pannu bhai ... gajab conclusion kaad diya.... maanani padegi...
AMIT GILL:boxing:rock