malikdeepak1
New member
It is very difficult for this Govt to complete 5 years. Congress ke ander hi bahut jayada aaps me virodhi hain, independent ko khush nhi rakha to gaye kam se, HJC also want something , k unki bhi kuchh chal jaye, Udhar Chautala Saab bhi dav laga ke baithe hain, kyunki agar chautala saab ab ki bar sarkar bana ge to theek hai nhi 5 saal bad to lakdiyan me hi chale jage, so he will not sit restless, Kuldeep has also hunger for power, there is lot of problem for CM B.S.Hooda. Fir bhi 5 saal chal jaye to public ke liye achha rahega.
Bhaisaab 5 saal chal bhi jaagi sarkar to mane to laagta nahi kime kaam bhi krenge ye. Inke 5 saal to Sarkar ne bachaan me e likad jange. Kade koi Nirdaliya bhajega er kade yu Bhajni uksega. Sara tam to in-ne manaan me likad jaga, kaam kyukar hovega fer