namste
Her insaan ki koi na koi caste hoti hai.
her desh main caste hai
per caste ki problem kuch hi desho main un main se ek aapna desh hai..
problem hone ki karan
1.caste ka chota ya bada hona
2.Indian Kaam ki izaat nhi karte
Yhi do karan hai bas
ye sabi jante hai Indian kaam ki izaat nhi karte
kaam ko bhi chota ya bada khete hai
ye kaam to choti caste wale karege
is kaam ko karne se izaat gat jaygi .........
1. aap sab se janna chata hu main ki
kya ye sab theek ki hai sabi caste ek saman nhi hai India main
2. kya kaam karne main bhi ye dhekna chiye ki ye chota kaam hai isse hamhe nhi karna chiye izaat kam ho jaygi