prashantacmet
New member
Haan Bhai, Prashant
Maine dekhi hai. Ghar hi ghar ke andar filmai gai badhiya film thi. Par mera to bheja fry iss 3 idiots ne kar diya, jab iss mei yo seen dekha ke ek ladki ke bachcha ho raha hota hai aur dai ka kaam ye 3 idiot kare hain. Foolish movie.
Bhai saahab...aajkal aisi hi movie dekhna pasand karte hai log...dekhya ni aapne kissa khund baaj rya?