Threr is grreat news from rajasthan. JAT boy Abhijeet beniwal top the RPMT (rajasthan pre medical test-2010) with 533 marks out of 600. He belongs to bikaner.
Cong. Abhijeet for this achievement.
And Piyush, please note that this was without reservation![]()
Bhai nitin ye kamal to JAT boy har saal karte hain..... Iska matlab ye nahin ki aarakshan ki mang band kar dain....... Sabhi JAT utne khushnaseeb nahin hain .
Bhai aapko to aarakshan boston main milega nahi aur main bhi crimilear main aata hoon to mere ko bhi nahin milega....... Leki apne baki bhaiyon ko to fayada milege....... Unki socho yaar.
Bhai ab hamare pure samag ka economic level ek jaisa nahin....... Aapko pata hona chahiye ki bahaut saare JAT gaon main aise bhi hain jo narega main kam karke apna ghar chalate hain........
Sikar ki ek ladki jisne 12 main distic top kiya ha.... Uske pariwar ki kahani bhi aisi hi ha ...... Uska pita kusth rog se mar gaya..... wo khudh narega main kaam karti thi...... Aise bahaut se honhar bachhe hain ....... Aur wo sabhi intelligent nahin hain..... Humain unke baare main bhi sochana chahiye...
Haan sahi ha ki hum common welth games ka maja nahin khona chahate...... Par iska matlab ye nahin ki hum garibaon ki aawaj ko sirf hamare maje ke liye bakwaas karar dain.
ऐसी बात है तो आरक्षण आर्थिक आधार पर मांगना चाहिए, जाती के आधार पर नहीं. और आरक्षण मिल भी जाए तो उस्से गरीब जाटों को कम, आर्थिक और सामाजिक तौर पर जो जाट अच्छी हैसीयत रखतें हैं, वो ही इसका फायदा उठाएंगे. और अभी आरक्षण की मांग एक राजनितिक फायदे के लिए की जा रही है, ना की जाट समाज के उद्धार के लिए.. जाटों का सामाजिक तौर पर तो कभी तिरस्कार हुआ नहीं, चमारों की तरह फिर हम आरक्षण की मांग क्यूँ करें... ये एक मतलबी मुद्दा है.
bhai mere aapki baat bhi sahi ha.... Personally main bhi aarakshan ke khilaf hoon........ Lekin ab time hi aisa aa gaya ki sarkar rewarian baant rahi ha aur sabhi apne-apne liye mang rahe hain...... To hum virodh karke hamare hi samaj ko kamjor kyon karain.......
Bhai hamesa yahi hota ha jab jat cm ki baat aati ha to sabse jyada uska virodh jat mla hi karte hain.....
Aarakshan ki mang uthti ha to bhi jat hi virodh karte hai...... Mujhe lagta ha virodh karna hamari pravarti ban gaya ha..... Aur hum khudh hi khudh ke khilaf hain..
Bhai ab to brahamano ne bhi aarakshan ki mang kar rakhi ha.... Unka kisne tiriskar kiya....???
Aur kaun kahata ha jaton ka tiriskar nahin hua..... 1930 main lahor ko adalat ne jaton ko sudra ghosit kar diya tha...... Aur ab ki govt. Obc bhi ghosit nahin kar rahi...lol
brahamano ne humesa jaton ko lutere aur chandal kaha ha..... Bhai ye itihaas to isi site pe ha......
Sory , main hindi font use nahin kar sakta .... Kyonki mobile se kar raha hoon.
आरक्षण के ऊपर मैंने कई बार पहेले भी लिखा है, अब बार बार तो में इतना बड़ा लेख नहीं लिख सकता. बस इतना था उसका तथ्य की, आरक्षण के चक्कर में नुक्सान होने की ज़्यादा उम्मीद है और मुनाफे की कम... रही कमज़ोर और मजबूत बनाने की बात,, तो हट्टेकट्टे आदमी को बैसाखी की आदत पड़ जाए तो वो कमज़ोर ही बन सकता है...और रही cm/pm कि बात तो, इनको तो हमे जातिवाद से दुर ही रखना चहिये.. अगर एक चमार मे ज़यदा काबिलियत है तो मैं उसका सहयोग करुंगा..मुझे अपनी जात के सीएम से कोइ फायदा नहीं होने वाला बल्कि एक काबिल इनसान से होगा... और भाई आखरि बात ये की इतिहास की दलिलों से बाहर निकलोगे तभि भविशय की और बढ़ोगे........
Bhai yahan koi nibandh likhne ki pratiyogita nahin ho rahi...... Bhai tere itne lambe bhasan se ye hi pata lagta ha ki tere ko field ka knowledge kam hi ha..... Pura bhasan kitabi ha ........ aisa lagta ha aapne gaon dhani main aur bade budho ke bich waqt nahin bitaya..... Aapne samaj ko ya politics ko bhi notice nahin kiya ki kis taraha se kaam hote hain yahan..... Aur meri nagar main apni jati ko aage badhanajatiwad nahin ha ....... Jatiwad wo hota ha jab ham dusari jati ko nuksaan pahunchayen ........ Aur rahi baat chamaron ke piche chalne ki to ye kam to bhai aap hi kar sakte ho.... Hamare bas ki to baat nahin ha...... Hum to ye jante hain ki pahale bhi ek chamar(AMBEDKAR) ko lead karne ka moka diya tha aap jaise samajhdar logon ne . Natiza aap dekh rahe ho.... pure desh ko barbad kar diya aarakshan lagu kar ke...... Aur aisa sanvidhan banaya ki koi bhi apradhi , apradh karne se darta nahin ha.......
Ab ek aur chamar leader ha Mayawati.... Aap hi chalo aise logon ke piche.....
Aur bhai desh ko aage bhadane ki baat kar rahe ho to khudh desh ke bahar kyon baithe ho...... Yahan kya kami ha ........ IIT , AIMS kya nahin ha yahan.......
Aur ye dhaga .. Bhai Jat boy ko badhai dene ke liye suru kiya ha...... Jo tumne abhi tak kiya nahin..... To plzz is dhage pe reply mat karna.... Aarakshan ke liye alag se dhaga ha.... Agar jat ho to hi reply karna...
.
Many many Congrats n' Best wishes to Abhijeet, keep shining n' thriving like this !!
Just for info there's one more Jat boy in top 10 list Rajesh Devenda who got 9th rank, his father is a truck driver so you can get an idea about his family's financial condition but still he excelled against all odds, that's the true Jat spirit. Not to forget there're couple of Jat girls too who made it to OBC top 10 list and there're plenty of Jats who made it to medicals if you see the RPMT merit list.
Feels great to see new gen Jat kids achievements, keep thriving guys .. way to go !!
Cheers
Jit
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.