jat aur tamilnadu ka anna

saluram

Active member
ek baar ek jat aur anna train me safar kar rahe the.
anna dadar nazdik aaya to bola dadar tri amma
jat bola dadar meri amma to VT tera baap.
 
SALURAM BHAI YO "dadar teri amma" KA MATLAB K HOYA?...AUR YO """""" VT """""" BHI EXPLAIN KAR BHAI..........BHAI TERE TE EK GUZARISH HAI KI YE SHORT FORM MAT LIKHA KAR KYUKI FIR HASI BHI SHORT ME NA AATI................
 
Saluram bahi sorry mhasi na aayi kyuki teri joke pura e short form me se kuch samajh na aaya............sorry bhai
 
dadar --- mumbai kaa ek madhayam darjey kaa station s.jis par madya aur paschim relwey ki gaadiyaan aa kar milti hein.
VT(CST)-- MUMBAI me ek baoht badaa station s .centeral railwey kaa HQ bhi yahi par hey. aur yaatriyon ki snkhyaa ke hisaab se vishaw kaa sabse badaa station maanaa jaataa hey (60 lakh lok roj)VT--victoriya terminus(puranaa naam ),CST--Chhatarpati Shivaji terminus.(nayaa naam.)
teri ammaa-parshan waachak shabad hey ( hey kyaa?) dadar teri ammaa ?--- dadar hey kayaa ?
ab jisko tamil nahi aati ,to wo samjhaa ke madraasi usko kah rahaa he ki, dadar teri ammaa (maa)hey(chhotaa station)
wo gussey me boltaa hey ki ,VT teraa baap(badaa station)
 
Haa haaa ab jaa k samjh aaya hai....................
Thank u ravinderjeet ji.
 
dadar --- mumbai kaa ek madhayam darjey kaa station s.jis par madya aur paschim relwey ki gaadiyaan aa kar milti hein.
VT(CST)-- MUMBAI me ek baoht badaa station s .centeral railwey kaa HQ bhi yahi par hey. aur yaatriyon ki snkhyaa ke hisaab se vishaw kaa sabse badaa station maanaa jaataa hey (60 lakh lok roj)VT--victoriya terminus(puranaa naam ),CST--Chhatarpati Shivaji terminus.(nayaa naam.)
teri ammaa-parshan waachak shabad hey ( hey kyaa?) dadar teri ammaa ?--- dadar hey kayaa ?
ab jisko tamil nahi aati ,to wo samjhaa ke madraasi usko kah rahaa he ki, dadar teri ammaa (maa)hey(chhotaa station)
wo gussey me boltaa hey ki ,VT teraa baap(badaa station)

no ravinderji dadar tri amma ka aarth hain dadar station najdik aa raha hain{in telgu}
 
Salu Ram Bhai eb ek or clarification kar de

tene is thread ka title to dhar rakya hai "Jaat har Tamilnadu ka anna"

to tamilnadu ka anna telugu me kyo bolega, kya tamil language vastav me itna difficult hai k ???????????
 
Bhai Saluram, tu kaan kyu fuse kare se mhare? :confused:
Kade bhai tu isne tamil ka anna btave se er kade ispe telugu (andhra) bulwaan laag jya se? :thappad

Tension na Le deepak ..............................
vo Tamil language real me e difficult hai re ..................................
 
Salu Ram Bhai eb ek or clarification kar de

tene is thread ka title to dhar rakya hai "Jaat har Tamilnadu ka anna"

to tamilnadu ka anna telugu me kyo bolega, kya tamil language vastav me itna difficult hai k ???????????
bhiaaya vo tamil ka anna vastav me us jat ko telgu me hi kahta hain.
aur south ki sabhi bhachha lagbhag same type ki hain
 
yo joke padhne k baad 1 mahine office k logo ki baat dhyan te suna karta aur unka face expression dekha karta ki koi ye SALURAM wale word bole aur main matlab puchu.............daru nu tha ki kade main sidha puch lu AUR INKA MATLAB BHUNDA HO aur meri naukari bhi ja..........................
 
Bhai,
Do Kerela ke phoji jawano ki posting Ambala Cantt. ki aagai.Jab lakhnow ke paas train ruki to ek aam bechne wale ne aawaz lagai aam wala-aam wala to ne ek dusre ko aawaz lagai nayar(gotra of kerelaits) haan Kutty( Gotra) bahar koi ambala-ambala aawaz laga raha hai jaldi-2 box oor bister uttar utterne ke baad pata chala ki lakhnow hai ye to.
 
Back
Top