Shayri (Part 1)

Status
Not open for further replies.
दिल ने जुस्तजू एहतियाज की प्यार करने की ,
प्यार में इज्तिरार खुलुशी और जुशुखी से अहज़ान तरने की ,
शीर में इज़ित्राब रहे हमदम चुप के जुस्त्खी करने की ,
दिले बैचेन म हुआ अग्लात रक्स इब्तिदा की जब दिलबर की हिम्मत हुई मिलने की ,
क्या करे ,असरार ग़ालिब हो गये अफ्स्र्दः फासले इतने के इशरार जुस्तजू न हुई करने की ,
 
Last edited:
दिल को जब भी चोट लगी तो
मरहम की तलाश की
जब मरहम मिला तो
चोट और गहरी होती गई
 
dostii jab kisi se ki jaye
dushmano ki bhi raay li jaye

maut kaa zahar hai fizaaon mai
ab kaha jaa ke saans li jaye

bas isi soch mai hu Dooba hua
ye nadee kaise paar ki jaye

mere maajhee ke zakhm bharne lage
aaj phir koi bhool ki jaye

botalen khol ke to pee barso
aaj dil khol ke bhi pee jaye
 
Hatheli Saamne Rakhna,
Ke Sab Aansoo Gire Usme...
Jo Ruk Jaayega Honthon Par,
Samajh Jaana Ke "WO HAIN HUM".

Jo Chal Jaaye Hawa Thandi,
To Aankhen Band Kar Lena...
Jo Jhonkaa Tez Ho Sabse,
Samajh Jaana Ke "WO HAIN HUM".

Jo Jyaada Yaad Aaun Main,
To Ro Lena Jee Bhar Ke...
Agar Hichki Koi Aaye,
Samajh Jaana Ke "WO HAIN HUM".

Agar Tum Bhoolna Chaaho,
Mujhe Shaayad Bhulaa Do Tum...
Magar Jab Saans Lena Tum
Samajh Jaana Ke "WO HAIN HUM".
 
Titliyon ko pakarna us ki aadat thi,
Har ek se larna us ki aadat thi,

Woh jis ko tanhai se darr lagta tha,
Magar tanhai mein rehna us ki aadat thi,

Woh mere har jhoot se khush hota,
Jise hamesha sach bolne ki aadat thi,

Woh ek aanso bhi girne per khafa hota tha,
Jise tantai mein rone ki aadat thi,

Woh kehta tha ke mujhe bhool jaye ga,
Jise meri har baat yaad rakhne ki aadat thi,

Hamesha maafi mangne ke gar se
Roz galtiyan kerna us ki aadat thi,

Woh jo dil o jaan nichaver kerta tha mujh per,
Magar choti si baat per rothna us ki aadat thi,

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi,
Raah mein har ek ko chor dena us ki aadat thi.
 
bahut achi shayri hai..true love ki..jo dil se hota hai..wese aajkal dimaag se jyada hota hai. thnx for sharing..
Titliyon ko pakarna us ki aadat thi,
Har ek se larna us ki aadat thi,

Woh jis ko tanhai se darr lagta tha,
Magar tanhai mein rehna us ki aadat thi,

Woh mere har jhoot se khush hota,
Jise hamesha sach bolne ki aadat thi,

Woh ek aanso bhi girne per khafa hota tha,
Jise tantai mein rone ki aadat thi,

Woh kehta tha ke mujhe bhool jaye ga,
Jise meri har baat yaad rakhne ki aadat thi,

Hamesha maafi mangne ke gar se
Roz galtiyan kerna us ki aadat thi,

Woh jo dil o jaan nichaver kerta tha mujh per,
Magar choti si baat per rothna us ki aadat thi,

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi,
Raah mein har ek ko chor dena us ki aadat thi.
 
आप भी आइए, हम को भी बुलाते रहिए
दोस्ती ज़ुर्म नहीं, दोस्त बनाते रहिए।
ज़हर पी जाइए और बाँटिए अमृत सबको
ज़ख्म भी खाइए और गीत भी गाते रहिए।
वक्त ने लूट लीं लोगों की तमन्नाएँ भी,
ख्वाब जो देखिए औरों को दिखाते रहिए।
शक्ल तो आपके भी ज़हन में होगी कोई,
कभी बन जाएगी तसवीर, बनाते रहिए।
 
Very nice...heart touching...

ek shaks is safar me aisa hume mila tha

sunta tha dhadkanon se aankhon se bolta tha

khushboo ki daliyon pe ek naam phool jaisa

patjhad ki dhoop me bhi kis shan se khada tha

kya kya haseen yaden peeche lagin thin uske

wo ja raha tha lekin mud mud k dekhta tha

ek apni badnaseebi k us waqt jaam toota

jab jaam se labon tak thoda sa fasla tha
 
Woh Jazbhon Ki Tijarat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samja Tha..
Usey Hasney Ki Adat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samja Tha..
Mujhey Us Ne Kaha Aao Nai Duniya Basaatey Hain..
Usy Sujhi Shararat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samja Tha...
 
आप भी आइए, हम को भी बुलाते रहिए
दोस्ती ज़ुर्म नहीं, दोस्त बनाते रहिए।
ज़हर पी जाइए और बाँटिए अमृत सबको
ज़ख्म भी खाइए और गीत भी गाते रहिए।
वक्त ने लूट लीं लोगों की तमन्नाएँ भी,
ख्वाब जो देखिए औरों को दिखाते रहिए।
शक्ल तो आपके भी ज़हन में होगी कोई,
कभी बन जाएगी तसवीर, बनाते रहिए।

इस ग़ज़ल की आखरी दो पंक्तिया सच बोहोत पसंद है मुझे
 
दिल ने जुस्तजू एहतियाज की प्यार करने की ,
प्यार में इज्तिरार खुलुशी और जुशुखी से अहज़ान तरने की ,
शीर में इज़ित्राब रहे हमदम चुप के जुस्त्खी करने की ,
दिले बैचेन म हुआ अग्लात रक्स इब्तिदा की जब दिलबर की हिम्मत हुई मिलने की ,
क्या करे ,असरार ग़ालिब हो गये अफ्स्र्दः फासले इतने के इशरार जुस्तजू न हुई करने की ,

bhai words to kasute heavy heavy use kar rakhe hain.
3-4 baar padhi ya shyari per samajh ebb tak na aayi.
bhai thodi simple si hindi likha kar taki samajh aaja.
 
I think true love to dil se hi hota hai...jo dimag se hota hai vo pyar nhi..shyad kuch aur hi hota hai...

pyar pyar hota hai dil se ho ya dimag se.
apne hath me itna hota hai ki jise pyar karo use zee jaan se karo, apne pyar ko hamesha apne pass rakho, khush rakho aur iske liye chahe dimag use karo ya dil kya farak padta hai.

aap apne lover ko 100% love de rahe ho ye true love hai.
 
Very true...

Deewaron se milkar rona achcha lagta hai
Hum bhi paagal ho jayenge, aisa lagta hai

Duniya bhar ki yaaden humse milne aati hain
Shaam dhale is soone ghar mein mela lagta hai

Kitne dinon ke pyase honge yaaron socho to
Shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai

Kisko kaise pathar maroo kaun paraya hai
Sheesh-mahal mein ek ek chehra apna lagta hai
 
bhai words to kasute heavy heavy use kar rakhe hain.
3-4 baar padhi ya shyari per samajh ebb tak na aayi.
bhai thodi simple si hindi likha kar taki samajh aaja.

कासे भाई ,, जो जेली आर कीकर प न टांगी वा किसी जेर ,

जो न्युए समझ म आज्या ओ किसा शेर ?

आर जे इब्ब भी ना समझया हो तो पढिये एक ब फेर /
:p
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top