[FONT="]Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,[/FONT]
[FONT="]dua dekar usse honton ko hum see lete hain[/FONT]
[FONT="]Dard ho chahe kaisa,[/FONT]
[FONT="]zehar yeh chupke se hum pee lete hain…[/FONT]
[FONT="]Tujse pyar karne ka hisab na aya,[/FONT]
[FONT="]Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,[/FONT]
[FONT="]Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,[/FONT]
[FONT="]Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya. ..[/FONT]
Udas na baitho fiza tang karegi, Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi, Kisi ko na lao dil ke itna karib, Q ki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi....
Jaane Kyun Log Kisi Ko Bhool Jaate H, Kuch Pal Sath Rehkar Door Chale Jaate H. Shayad Log Sach Hi Kehte H, Sagar Milne Ke Baad Aksar Baarish Ko Bhool Jaate H.
Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte Wafa wo bhi nahi kerte, Wafa hum bhi nahi kerte Unhe ruswai ka dukh hai, hume tanhai ka dukh hai Gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte Gali k kisi mod pe aksar takrao ho hi jata hai Ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte.
Kuch bhi nahi hai aaj kahne ko chand lafzon ke siva, na ankhon me hai koi jazbat chand ashkon ke siva, is qadar tod diya usne ki khud ko jod pana mushkil hai, Nahi raha baki kuch b mujhme, chand saanson ke siva...........
Unke Liye Ajnabi Hum Ho Gaye... Mohabbat Ke Kuch Sil-sile Kam Ho Gaye... Ab Khushiyon Se Zyada Gam Hain Zindagi Main.. Kya Pata Be-wafa Waqt Huwa Ya Bad-naseeb Hum Ho Gaye..
[FONT="]SUKUN APNE DIL Ka Maine Kho Diya,[/FONT]
[FONT="]Khud Ko TANHAI Ke SAMUNDAR Me DUBO Diya.[/FONT]
[FONT="]Jo Tha Mere Kabhi MUSKURANE Ki WAJAH,[/FONT]
[FONT="]Aaj Uski KAMI Ne Meri PALKO Ko BHIGO Diya...[/FONT]