Seek residential flat in DELHI for buying out

vikrantchodhary

New member
Look to buy a residential flat in Delhi.

Atmax : 25 Lakhs ...possibly 20--22

Localities : Dwarka / Munirka / R K Puram / South Delhi.... Pref no 1 is R K Puram.

OR

Residential Plot around Najafgarh / Gurgaon-Del border but at max Rs 15 L.

Anybody aware-of / can help in zeroing my residence is welcome by heart.
 
Vikrant ji, budget thoda badhaao.. Najafgarh me 20-22 hjaar rupye gaj milegi jameen. Dwarka bahot costly area hai.. 1 gaj 1 lakh tak bikta hai.. revisit your choices and budget. Waise yaha ek bhai ne apne real estate business ke bare me info chipkayi thi.. search for it. he may guide you better.
 
ye rate 2-3 saal pehle ke hain

waise Teekri Border pe colony mein mil jayega ye rate Bahadurgarh Sector aaj 1 lakh rupiye gaj mang rahe hain. 15 lakh 20 gaj mil sakti hai housing board sector 7 mein agar kisi se direct baat ho jaye to.
 
Bhai... budget bahot kam le ke chle ho aap... dwarka to door ki baat hai, main matiala road pe flats ke rate bhi is se jayada hain hain 100 gaj (2 BHK) builder flat kal bika hai mere saamne 56 lakh mai... or is budget mai to i think greater noida mai bhi milna mushkil hai... better hai thoda budget badhao... :)
 
Internet par search karne par minimum 25 flats mil gaye jo ki 12 se 17 lakh tak hai , par khed ki baat hain ki iss itni badi jatland ka koye member ek bhi flat nahin bata saka.

Long live Jat Community.
 
hum ke aade property darbaar lagaa rhe se bhai jo tanne itna khed hoya?? :boxing:

Ar wa website btaiye bhai jisme Dwarka ya GK me 12 laakh ka flat mile se.. Mai bhi soch rhya su 2-4 flat book kar e lu.. :stupid:
 
Bhai Tanne mil ja to manne bhi bata diye iitne me to mai bi 5-7 le ke ger dunga thode din me malamaal ho jaange.
 
Itne pisse mei to Janta flat bhi na awe..........LIG flat bhi 40-50 lakh ka atta hai.......
Internet par search karne par minimum 25 flats mil gaye jo ki 12 se 17 lakh tak hai , par khed ki baat hain ki iss itni badi jatland ka koye member ek bhi flat nahin bata saka.

Long live Jat Community.
 
Itne ke to DDA bhi na deti aaj kal jitne ke bhai bata raha hai... arrr number 1 number 2 ka phera koi website na batati hai bhai saab

Internet par search karne par minimum 25 flats mil gaye jo ki 12 se 17 lakh tak hai , par khed ki baat hain ki iss itni badi jatland ka koye member ek bhi flat nahin bata saka.

Long live Jat Community.
 
इब तै भादरगड में बी १-२ करोड़ तै कम कित्ते प्लाट नहीं सै!! ! १ लाख रपिये गज्ज हो री सै जमीन!!
 
भाई एक काम हो सके, जो तू अपना नाम रॉबर्ट वाड्रा रख ले तो मैं एक जाट भाई की कंपनी ते बात कर सकु

Internet par search karne par minimum 25 flats mil gaye jo ki 12 se 17 lakh tak hai , par khed ki baat hain ki iss itni badi jatland ka koye member ek bhi flat nahin bata saka.

Long live Jat Community.
 
भाई एक काम हो सके, जो तू अपना नाम रॉबर्ट वाड्रा रख ले तो मैं एक जाट भाई की कंपनी ते बात कर सकु

फेर तै फ्लैट के, "रेडी टू मूव इन" बंगल्यां की चाबी ले कै लाईन लगा देंगे dlf आले इसके दफ्तर आगै...... कटवा दे यो रोग... er यो जाट भाई भूपिंदर हूडा स के....... रोबर्ट वाड्रा हर की चमची तो वो इ मारे स...
 
Beech khaya bhai Haryana saara!! Bhora bi na chhoda!!!

Ye to nyu e kaache katenge bhai... ghisad-pisad to mhare barge hoya kare.. yu ek sunahari mauka sa dikhya tha, mkha 12 lakh me GK me flat le ke ar 2-4 dine me 2.5-3 crore me bech dyunga susre ne... munafa ae munafa! Par vikrant bhai ulta bhod ke e naa aaya... mhaari bhi kismat me mari hod mussi e likh raakhi se :sorrow:
 
फेर तै फ्लैट के, "रेडी टू मूव इन" बंगल्यां की चाबी ले कै लाईन लगा देंगे dlf आले इसके दफ्तर आगै...... कटवा दे यो रोग... er यो जाट भाई भूपिंदर हूडा स के....... रोबर्ट वाड्रा हर की चमची तो वो इ मारे स...

Main to KushanPal Singh bhaisab ki baat kar raha tha :nonchalance:
 
Ye to nyu e kaache katenge bhai... ghisad-pisad to mhare barge hoya kare.. yu ek sunahari mauka sa dikhya tha, mkha 12 lakh me GK me flat le ke ar 2-4 dine me 2.5-3 crore me bech dyunga susre ne... munafa ae munafa! Par vikrant bhai ulta bhod ke e naa aaya... mhaari bhi kismat me mari hod mussi e likh raakhi se :sorrow:

Vikrant bhai souda karega ak tamhe bataan aavega? Registry kara len do usne shanti te
 
Hum kunsa oode Kejriwal ne le jaaye baithe the..ak dekh yu 3 crore ke flat ki registry 12 laakh me karwawe hai
Hum bhi 2 pisse kama leve hai.. par suhaan koni loga ke... :boxing:
 
Back
Top