ravinderpannu
Active member
hahahahaha,,,kitab ki sale badhwani...!!!!! (manne to eb tak nai li)
Bhai, use apni kitab ki sale badhwani thi to bol dia meri kitab padho. Aap ko lagta hai public ke pass itna time hoga ki wo uski neeti janne ke lie uski sari kitab padhenge? Aap hi thoda sankshep mein bata do aapne to padhi hai