Meri Maggie

Waise apni tareef karni ki aadat nahi hai mujhe ......however I cook quite well except very few things .

I can also share reliable references for same as well .

Also Aata Guundna and roti banana kab se rocket science ho gaya .....
 
Has anybody got some news ......Maggie kab tak aur Ban hai .....

Others brand try karo..........mere frnd ne kuch din pehle he Nestle join kiya tha.....fir ye case ho gaya.....sample me puri 1 pattii mili thi use....sari doston me bat di or doston ne uske samne he dustbin me dall di........:)
 
Don't know about Others. I am the happiest guy about Maggie Ban. Chuwmin hui ya Maggie Worst Food. :applause:

Desi Ghee ka churma chodke log Chuwmin or Maggie ke pich bhag rhe they.

Baccho ke khane 5s-10s ki itni chiz ati hai koi bhi Local company kuch bhi bana ke bech rhi in sab pe ban lag jana chiye.
 
Junk food and cold drinks will be prohibited enroute the Amarnath cave shrine in Kashmir during the annual pilgrimage from this year.Authorities say this is being done as per a Supreme Court order of 2012 and that the prohibition will be strictly implemented during the yatra beginning on July 2."There was a Supreme Court ruling in this regard in 2012. So the decision was taken to completely ban the sale and consumption of cold drinks and junk food enroute the cave shrine," Pankaj Anand, Deputy Chief Executive Officer of the Sri Amarnath Shrine Board said.
 
किस किस पर बैन लगेगा..... पता नहीं...... अब तो मैगी का स्वाद जीभ को लग गया है तो.... मन नहीं न मानता है!!!!!!!!!!! इसलिए कोई और ब्रांड सही................ जो स्वाद लगे खाओ.... रोटी अच्छी लगे तो रोटी खाओ..... आम अच्छे लगे तो आम खूब खाओ, यह अलग बात है कि सब मसाले (केल्सियम कार्बोनेट ) के द्वारा पके होते है.... यमुना के खादर के सब्जी बड़ी ताजी और स्वादिष्ट लागे.....सब पैसे और वर्चस्व की लड़ाई है.............चिंता की कोई बात नहीं, अब बाबा रामदेब जल्दी ही देशी मैगी बेचने बाले है................
 
राकेट विज्ञान से भी ज्यादा जटिल है यह घर चलाने की मनोवैज्ञानिक प्रामाणिकता का प्रथम निर्धारक बिन्दु ...जिसमें कार चलाने वाले और राकेट बनाने वाले हाथ भी कई मर्तवा फ़ेल हो जाते है......... हा हा हा
......
Also Aata Guundna and roti banana kab se rocket science ho gaya .....
 
" अब तो मैगी का स्वाद जीभ को लग गया है तो."

Yahi toh problem hai ......aur kissi mei noodles mei woh feel nahi aati ....
 
Sabko to nahin par kisi kisi ko to lagta hai.

Meri biwi 3 din ka aata ek shath guundati hai, aur roti aise banati hai ki pata hi nahin chalta khidhar se sidhi hai aur kidhar se ulti hai.
Meri saali ne shadi ke baad phone kar ke pucha ki dahi nahi jama ab main kya karon? Pata karne par maalum huwa ki usne instrutions ke mutabit halke garam dudh main dahi ka jamam to lagaya lekin uske baad dudh freez main rakh diya. Apne maayeke main jab woh udhati thi to usko dahi freez main hi milta tha.

Today's generation girls and ladies thinks doing household work is a shame.
 
sahi kahi bhai....desi gadha poorbi chaal...............banawat ki dahi si tod raakhi hai katai...khamkha ki stuntbaazi.................haansi aamti hai dekh dekh ke fund..........kaha gaye wo soodhe bhole manas.......
 
" अब तो मैगी का स्वाद जीभ को लग गया है तो."

Yahi toh problem hai ......aur kissi mei noodles mei woh feel nahi aati ....

tadke tadak 2 tikad gochni ke kha nauni ghee ki gaila...seele seele lassi ki gail....arr 1 gud ka dalla bhi...........feeling ka tod paat jyaga fer...........:)
 
मैगी तो बाहर हो गया परंतु अब तक जो मैगी खाते रहे हैं उनके स्वास्थ्य पर पड़ने वाले प्रभाव का भी अध्ययन जरूरी लगता है।
 
Arvind ji dont give so generalised statement. Btw Bhabhiji janti hain ki aapne unki aur unki bahan itni taareeef JL pe kar rakhi hai??? Gurgaon waise ghana dur na hai,;).
Sabko to nahin par kisi kisi ko to lagta hai.

Meri biwi 3 din ka aata ek shath guundati hai, aur roti aise banati hai ki pata hi nahin chalta khidhar se sidhi hai aur kidhar se ulti hai.
Meri saali ne shadi ke baad phone kar ke pucha ki dahi nahi jama ab main kya karon? Pata karne par maalum huwa ki usne instrutions ke mutabit halke garam dudh main dahi ka jamam to lagaya lekin uske baad dudh freez main rakh diya. Apne maayeke main jab woh udhati thi to usko dahi freez main hi milta tha.

Today's generation girls and ladies thinks doing household work is a shame.

Bhaisaab - Aapki Hukka-paani band hone wala hai. Ye quote Bhabhi ji ko mail ki jaa chuki hai ! :D

Mail karo, phone karo, par yeh samzha do ki roti taza gunthe aate se banaye aur roti ko ek side kaam aur dusri side jayada saike. 10 saal se main to samzha nahin paya. Woh kya hai na ki usne food technology se MSc kar rakhi hai aur woh bhi GJU se.:sorrow:

Bhai Jit, tum to uski bani roti kha chuke ho.
 
Arvind ji dont give so generalised statement. Btw Bhabhiji janti hain ki aapne unki aur unki bahan itni taareeef JL pe kar rakhi hai??? Gurgaon waise ghana dur na hai,;).

[/COLOR]
Apologies for the generalization. The post is too old to allow any edit now so I am rephrasing it. "Most of today's generation girls and ladies think doing hosehold work is a shame".

You are most welcome Neelam ji.
 
Back
Top