ram ram bhai................main vikas dhankhar rohtak se................is time chennai me hu training kar raha hoon................apna koi jaat bhai chennai me ho to batao.................
Abhi panchayat chunao niptaya hai. Sister ko sarpanch chunao me chunao ladaya tha. 382 se haar kar ghar beth gaye bhai. haar ka pramukh karan jat ka bery jat. ab to vahi purana routine. or kya chalna hai bhai.
rest is next,
regards,
bhai beeti tahi bisaar de, aage ki sudhi ley. bula nahi paya to koi baat nahi. badi khusi hui teri shaadi ki baat zankar. mera dil khusi se uchhal raha hai. dar hai ke kahi dhadka nahi lag jaye. mayush nahi hone ka hai.
regards,
bhai,
kaha rahte ho. ajkal to darshan hi durlabh ho gaye hai tere. bas tera photu dekh kar hi kaam chalaa raha hoo. or photu bhi madi lage se. chintamagn si hai teri photu. ke dhandha theek na chal ra tera.
regards.