T T tomarhitesh23 Jan 30, 2011 Thanx bhai for appreciating Jodhpur .... all the best and good wishes for your new location...
T T tomarhitesh23 Jan 23, 2011 bhai main hun to baghpat ka .. Father Rajasthan govt ki service main the ... to ham yahin basge... main filhal US main hun.. jodhpur jagah to suthri hai... majhe to laage gi e , mera to janam yahin ka hai....aap sunao... kaisa laga jodhpur
bhai main hun to baghpat ka .. Father Rajasthan govt ki service main the ... to ham yahin basge... main filhal US main hun.. jodhpur jagah to suthri hai... majhe to laage gi e , mera to janam yahin ka hai....aap sunao... kaisa laga jodhpur
T T tomarhitesh23 Dec 23, 2010 O dhankhar bhai ram ram, jodhpur likhya paya majhe teri profile pe... ke kare hai tu jodhpur main....?
O dhankhar bhai ram ram, jodhpur likhya paya majhe teri profile pe... ke kare hai tu jodhpur main....?
N N narendersingh Dec 13, 2010 Aap yahan aatey rahen.Hoslaa afzayee yaa do chaar jootey phenkey jisey andar sey aur kuchh nikal kar aaye
Aap yahan aatey rahen.Hoslaa afzayee yaa do chaar jootey phenkey jisey andar sey aur kuchh nikal kar aaye
J J jitendershooda Jul 11, 2008 Bhai Ram Ram, Bahut aacha lagya aapka message pake itne dina pachey. Aur bhai ghar parivar sukh shanti. Bhai mein bangalore te to 2006 mein aa liya tha north mein. Eeb UK mein hun. Jan09 mein aaonga. Aur bhai bata kime nae taja.
Bhai Ram Ram, Bahut aacha lagya aapka message pake itne dina pachey. Aur bhai ghar parivar sukh shanti. Bhai mein bangalore te to 2006 mein aa liya tha north mein. Eeb UK mein hun. Jan09 mein aaonga. Aur bhai bata kime nae taja.