kaise ho bhai harvinder!
Mein aapka ek purana, baniye aur jat wala chutkala dund raha tha, yaad aaya. baniya aur jat mein mukabala! fer johad pe haath dhonti haana akhri mukabala, jaat bolya "kohniyan tahin ke ghiswa dunga! I hope you remember. Aapke saare thread check kar liye , mila hi nahi! that was ultimate. I wanted to request VN to reopen it.
Anyways take care! Convey my regards to raghu!