Jawan Ji, Ram Ram me theek hun. Aaj subah hi ghar pahuncha hun, 45 day's ke liye. Hamari side me Til, Bajara, Moong, Jwar ki phasal bahut achi rahi, barsati kheti ne iss baar tubewell wali kheti ko phiche chhod diya. Bujurg logon ka kahna he ki Til ki itni achhi phasal unhone aaj tak nahi dekhi. Baki aapki side me jamana kaisa raha he?