hi bhai...kaise ho???
main bilkul maje mein hu aur aaj kal thodi si busy hu padhayi likhayi mein....
aap sunao kaisa h sab kuch???ghar mein sab theek thak h???
uncle aunty theek h???aur byaah kab ho rha h aapka???
Ji lakh lakh badhaiyan............
Aur kuchh khaas nahi chal raha ... aap ka wait ho raha tha ... aaj to aap aaye aur chup chap chale gaye....
Bhai ab Miya na kah kar ke Maulana kaha karo... pls