Mr. Desi and Mr. Rajat
maan liya modi communal hai, maan liya wo fenku hai, ye bhi maan liya usne gujrat mein kuch nahi kiya usne ek paise ka development nahi kiya, ye bhi maan liya wo dictator hai..
Fir gujrat mein kyu log usko support kar rahe hai.. Mere kain friends hai jamnagar se...