pardeep ji maine MCA ki hui hai aur main chennai se training kar raha hoon..............main software development me hoon....
yaha 6 months ki training hai uske baad delhi ya noida job k liye try karunga..............
aap batao ki aap kis field me job kar rahe ho?