Hamari to duaa hai, koi gila nahi
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi
:rock:rock:rock:rock:rock
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga, Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday:rock:rock:rock:rock:rock