Recent content by solanki123

  1. S

    ple ans me

    .एक माली के घर मेहमान आये ,वो मेहमानोँ केलिये निँबु पानी बनाने के लिये निँबु केएक बङेबगीचे की तरफ गया ,निंबु के बगीचे के अंदर जाने के लियेबगीचे केतीन गेट से गुजरना पङता है ,बगीचे के तीनोँ गेट पर एक एकचौकीदार खङेहैँ ,पहले गेट पर जाते ही चौकीदार नेमाली को रोका और बगीचे मेँ जाने केलिये शर्तरखी कि...
  2. S

    Shayari (Part 2)

    hum ko samajh sake bas ek aisaa insaan dhundte hai jaane kyaa cheez hum ho ke pareshaan dhundte hainret pe jaane kis ke pairon ke nishaan dhundte hainkuch to khoyaa hai humne magar kyaa maaloom nahibheed mein hum aksar apni hi pehchaan dhundte hainband lifaafe mein khat daal ke ghumte hain hum...
  3. S

    Nafrat ki koi umar nahi hoti yeh sab ko zara bata dena

    Mera Apna Tajurba Hai Sab ko BataDenaDuniya mein Asaan Har Ek Ke LiyeMashwara Dena...Khud Ko Insaaf Ke Aaene Mein KoiUtaarta NahiBahut Asaan Hai Dusre Par Apni UngliUtha Dena...Aaj Hum Hai Kal Sirf Humaari BaateinHongi,Zindagi Mein Bahut Mushkil Hota HaiKisi Ki Yaadon Ko Mita Dena..Pyaar...
  4. S

    lena ek na dena do

    लेणा एक ना देणे दो दिलदार बणे हांडै सैंमन मैं घुण्डी रहै पाप की यार बणें हांडैं सैंनई-नई यारी लागै प्यारी दोष पाछलेढक लेमतलब खात्यर यार बणें फेर थोड़े दिन मेंछिक लेनहीं जाणते फर्ज यार का पाप पंक में पकलेकैं तैं खाज्यां धन यार का ना बाहण बहूनै तक लेकरें बहाना यारी का इसे यार बणे हांडैसैंमतलब कारण...
  5. S

    Aur Baaki sab thik hai.

    Aaj Se Do Din Pehle,Mere Ek Bahut Kareebi Dost Se,Phone Par Meri Baat Ho Rahi Thi,Uss Baatcheet Ke Dauraan,unhone apni Zindagi ke Kuch Mushkile,Pareshaaniyaon Ke Baare Mein Mujhe Bataya..Jis Daur se Woh Guzre hai,Jo Imtehaan Unhone Zindagi Mein diye hai,yeh Kehte-Kehte,Phone Rakhte Waqt,Uss Dost...
  6. S

    Shayri (Continued)

    Zimmedariyon ko Ab Bhoj Na Samaj, Raahein Dikhte Bhi Nahi Aur Manzil Ko Paana Bhi Hai....Mushkile Sar Uthaye Khade Hai Har Raah Mein,Par Inn Mushkilo Ko Waqt Ke Saath Guzar Jaana Bhi Hai....Yehi Ek Umeed Se Har Ek Gham Se Guzar Raha Hoon Main,Ke Ab Gham-e-Daur Se Ubhar Kar,Mujhe phir Muskurana...
  7. S

    best shayri

    per ye bhi soch Tera likha koi lafz kisi ko chubha to nahi hai Rakhte Hai'n Jo Aurou'n Ke Liye Pyaar Ka JazbaWoh Log Kabhii Toot Kar Bikhra Nahi'n Karte..!!Sab Hai Tere Saath Tu Kisi Haal MeN Tanha To Nahi Hai Bas Itna Khayaal Rakh, Koi Tujh Se Rootha To Nahi HaiKisi Ko Rota Dekh Kar Tu Bhi Ro...
  8. S

    sabse muskil hota hai kabhi khud ko ghunehghaar dekhna

    Mitthi ke Khilono Se Bhara Hai Duniya Ka Bazaar DekhnaSabse Mushkil Hota Hai Kabhi Khud Ko Gunehghaar DekhnaKuch Buure Log To Hote Hi HaiN IssDuniya Mein Paida...!!!!!Dharam Mazhab Se Pehle,Insaaniyat ke Kaun Hai Tarafdaar DekhnaSirf Sochta Hoon To Chalak Aati HaiN Yeh Aankhein Meri..!!!Dikhave...
  9. S

    तुझ से बड़ा शैतान देख लेता हूँ

    Teri pehchaan sirf tere kuch lafz hi to hai Kuch Roz-aana Zindagi se Juudi Hui Baatein,Kuch waqt Aur Halaat Ki baatein,Bas...Kuch Gehre Jaazbaaton Ko lafzon Mein Utaarne Ki koshish kar raha Hoon...umieed hai aap sab ko pasand aaye.Jiski Aankh mein Ashk Ka Taara Hoga Zindagi Ki Baazi Woh jaan...
  10. S

    best shayri

    Milna Hai To Milo Dil Se Par Adakaari Nahi Karni Milna Hai To Milo Dil Se Par Adakaari Nahi Karni Yahaan Sab Ek Hai, Kisi Ki Tarafdaari Nahi Karni Kisi Mazloom Ko Daboch Kar Kya Haasil Hoga Humein.!!! Rula Kar Kisi Ko , Apni KhushiyoN Ki Khareedari Nahi karni Main Ghar MeN Sabse Bada Hoon...
  11. S

    best shayri

    wo bhi kuch pal apne bachon k saath bitaana chahta tha Yeh Kaisa Rishta Woh Nibhaana Chaahta Tha...!!kareeb Reh Kar Ek Din Bhool Jaana Chaahta ThaUskee AankhoN MeN Khud Ko Naa Paa Sake Hum..!!!Woh Bicchad Jaane Ka Koi Bahaana Chaahta ThaHar Ek Ne Baant Ne Ke Liye, Usse Apne Gham DiyeN..!!Koi...
  12. S

    best shayri

    Tajurbon ko kamaate jaoo Inn AankhoN Ko Apni Tasveer Dikhaate Jaao Alwida Kehna Hai Keh Do Par Muskuraate Jaao Yeh PalkeiN Sirf Bhigone Ke Liye Nahi HaiN..!!! Naye Rang Bharo, Niit Naye Khwaab Sajaate Jaao Zindagi Ko Jeene Ke Liye Yeh Ek Hunar Zaruri Hai Apno MeN Faasle Ho To Inn FaasloN...
  13. S

    best shayri

    ये दुनिया है, दुनियादारी का मज़ा लेती है ! कभी हौंसला बढ़ाती है, तो कभी रोक लेती है, ये दुनिया है, दुनियादारी का मज़ा लेती है !! अपने पुराने भरे जख्मों का मरहम भूल कर, मेरे एक गलत नुस्ख़े की सज़ा देती है !! सब का अपना-अपना नज़रिया होता है यहां , चेहरों की चमक से अक्सर, नज़र दग़ा देती है!! ऐसा...
  14. S

    best shayri

    Gar wo mera dost hai to.... HaqeeqatoN Ko Badalna To Kisi Ke Bas MeN Nahi Phir Zamaana Chaahe Jo Kisse Mere Banaaya Kare Gar Woh Mera Dost Hai To Apnapan KaheeN Nazar Bhi Aaye Dushman Hai To Dushmani Chaahe Khul Kar Dikhaaya Kare Jo Katta Woh Ek Darakht To Samjho Ek Ghar Ka Hua Hara-Bhara...
  15. S

    best shayri

    chandd paiso ki khatir ghar se nikal gaye hum Taqdeer Ne Jaise Chaaha,Waise Dhal Gaye Hum Kabhi Giire To Kabhi Khud Sambhal Gaye Hum Kaun Chaahta Hai Apno Se Bichadd Kar Jeena Chandd Paiso Ki Khaatir Ghar Se Nikal Gaye Hum Aaj Sab Kuch Hai Paas Mere Phir Bhi Dil Udaas Hai ZaroorateiN Poori...
Back
Top