solanki123
New member
Mera Apna Tajurba Hai Sab ko BataDenaDuniya mein Asaan Har Ek Ke LiyeMashwara Dena...Khud Ko Insaaf Ke Aaene Mein KoiUtaarta NahiBahut Asaan Hai Dusre Par Apni UngliUtha Dena...Aaj Hum Hai Kal Sirf Humaari BaateinHongi,Zindagi Mein Bahut Mushkil Hota HaiKisi Ki Yaadon Ko Mita Dena..Pyaar Mohabbat Ki umar Sadiyon TakZinda Rehti HaiNafrat Ki Koi Umar nahi Hoti,YehSabko Zara Bata Dena...Apne Bache ko Sirf Bhooka Dekh KarRoPadhti Hai Aankhein!!!Par Aakhir kyon Asaan Hai Logon keliye ek Duje ke ghar ko Jala Dena...Jashn-e-Mehfilon Mein Haste To sabhiHai....!!!!Par Jigar Chaahiye Apne Hi MushkiloMein kabhi Muskura dena.."Raj" Kehta Hai Shayar woh hai JoDil Ki Gehrai Se Likhe!!Apne Jazbaaton se Kisi Aur Ke AankhonKo Rula Dena...