sukharam ji hamara hal chal thik hian
bal gopal ri bat jova haan.
varshat yahan davangere karnatka aur barmer raj main bhi bahot hain.
baki badan ka aashirvaad hain.
thoda aap milta raho.
Sukharam Ji, Ram ram , aur kai haal chaal he thanka, me to athe delhi me raji khushi hu, delhi me barsat to ghani hui par garmi & umas kee ghani jyada he, buro haal he umas se. Gaon me dubara barsat hui koni,
aur aap sunao, aapka haal chaal.
Dear Sukha Ram Ji,
Ram Ram Sa,
or sa sunao baris ka kai haal chaal hai sa. ghar par baal gopal sagla razi khushi ? or haan aap kunsa subject ra teacher ho sa, or gurudev ji haal chaal samachaar deta riya karo sa, o kai hai k issi bata su e prem or moh preeet badhe hai sa, jab bhi koi rajasthan ra Jaat bhai Jat Land par aave hai to manne ghanee e aachhya laage hai sa,
regards
sukhram ji ram ram,
i saluram siyol from gudamalani barmer (hal:- davangere karanataka.)
i am working in jewellery shop at davangere.
mera hal chal badhiya hain. parivar ke sabhi sadasayon ko ram ram.
Ram Ram Inaniyan Ji, Abhi delhi me hun. Sab rajee khushi he. Gaon me barsat nahi he , bahut din pahle hui thee. Bahut garmi pad rahi he Delhi and Gaon me.
ram ram sa,
or sa sunao sukharam ji
aapri posting kit hai sa,
matbal aap govt teacher ho ya fer nyu e private schoola me handata firo ho
me to kheti e karya karu hoo bhaila.
aap online kad aaya karo ho.
or aap ro mail ID kai hai sa
manne private message karna sa
regards