cont:-
Jivan m sirf mithas hi na ho

mithas/khatash ko balance rakhne ke liye lal mirch aur lahsun ki chatni ke sath dedh roti bhi khate dekha, aur ye seekh bhi li ke

kahin durr jakar ya videshon mein dhake khane ki jaroorat na hai,yahin aapni dharti par sawarg bhi hai aur jameen se aashman tak kudrat ke najare bhi viraajman hain

Makha Bhgwaan bhala kare aisi mahan hastiyon ka
