Gul ko Ghulshan Mubarak.. Shair ko Shahiry Mubarak.. Chand ko Chandni Mubarak.. Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak… Hamari taraf se aap ko … Naya Janam Din Mubarak
vinay bhai main ghumne ke liye mumbai aaya tha aur mumbai me naye business ke bare me soch raha hoon. bhagwan kare sab kuchh acha raha to kuchh din baad mumbai me ek gold ki dukan kholne ki meri yojana safal ho jayegi.