ha wo to bas us din prob aa rhi thi....main to apni chachi k ghar gyi thi,aaj aayi hu
P
preety
ab aajao di jaldi si.................
A
anilsinghd
maine beech mein 6 mahine na sune germany mein ! ibki baar gaya tha to cd pack le ke aaya hun ar kaampe bhi system pe chala ke saari haaan gaane bas mera jyaada interaction ka kaam nahi hai so chal jaata hai !
A
anilsinghd
its sonu nigam's private album song , waise main sirf gaane sutna hun , unki khoj khabar na rakhta ! strage but true for me ! so jyaada na pata !!