ram ram anu !!! bas lehman and merill ke kisse to tumne sune hi honge !
financial markets ki issi tissi ho rakhi hai !
waise JL pe to active hun lekin aajkal shaam ko der tak nahi rehta office mein , isliye chaupal pe nahi aata !
tum sunaaao ! kya chal raha hai ?
