sahi hai par Bhavo rapid change ho bhi raha hai tum khud ka ghar dekho, maine apna ghar dekha hai apne in laws dekhe aur bahut se log dekh rahi hu .... change ho rahe hain jaldi jaldi ....
ye baat hai ki kuch lig baahar nahi aana chahte apne 'shell' se par wo suffer bhi kar rahe hain ye unke dil ko pata hoga ...
Nwaz ... hope you are doing good and enjoying the festivity spree !