Ritu Ji...Jai Ram Ji ki.....yaad rakhne ke liye dhanywaad.

Mein to yahin hun Ritu ji.....maalum nahi mein aap ne kyu na dikhai deta.

Vishwash karo ji........mein invisible na hun ?

(aur jo yahan jyada dikhte hain..:tamatar...unki kyu biraan-maati/re-re maatti kara raakhi se):boxing
Aur sunaiye ji kaise hain aap aur batche.
Aap ko aur aap ke parivaar ko naye saal ki subhkaamnaayein.
Regards
Virender Narwal