Ram Ram Teotia ji,

Maine to soucha aap daar gaye honge....aur sayad hii fer kabhi yaad kare maine ?

Kyunke...

...ek taraf Scarpio ka dhansuu sairan aur dusri taraf rash driving..

..aap ke saans upper niche kar diye the...

...aap ki himmat hi hai ke....aap haadshon ko yaad rakhna chahte ho..


Mein theek hun bhai ji...........aap sunaiye...aap kaise hain ?
Regards