Bhai ye hum sab milke hi decide karenge........... Sabhi ka view le ke jagha select ka li jayegi........ Ek thread start kiya ha....... Yaar ummid ke anusar response nahin mil raha ........ Patanahin logon main milnne ko lekar utsah kyon nahin ha....