rajbir to hai par rambeer to nahi suna. hamara ghar usse kaafi door hai. hamara ghar bilkul parle kone pe hai gaam ke arr isska gaam ke iss kone pe. kanya pathshala ke dhore. issliye kuchh bata nahi sakta ki kya karte hai. ek thare gaam ka bhi bahut badhiya dost tha mera pramod. usske father kahi gum ho gaye the. 4 bahno ka akela hi bhai tha wo. dhanore ka tha wo. 10-12 saal pahle ki baat hai.