hi...everything's fyn here....
abhi bas 15 din ki chuttiyaa aur baaki h...fir 1st july se school jana padega..:-(
nhi yr dad ki job ki wajah se kahin ki trip ka program nhi ban paa rha yr...
aaj kal main bhi kam hi aa pati hu jatland pe...
bhai kosish kar raha hu k na ana pade waha sala mausam bahut ganda hai waha ka aur madrasi golee marne kaa maan karta hai unko unke shakal se he nafrat hote hai but ap kitne dinho waha par?