Thanks Bro you got Sharp memory.
par nakhre kyun karan lag rehya hai mein to nyu e poochu tha ki tu badda admi ho liya ek adhe balak ki naukri nakri ka jugad karwa sake hai ya nahi?
"Jai Mata Kee" Nav Ratra eavm Nav Samvat 2067 per Hardik Badhai eavm Bahut-2 Subh Kamnaye."Nav Samvat Ki Naval Chandani,Jag Me Nav Sanchar Bhare;Nav Asha Ke Kalash Sajakar,Mangalmay Sansar Kare."****Nootan Varsh 2067 Subh eavm Mangalmai Ho****