Meine kise ke koye bhadak nahi kari hai.
Meine siraf apni baat par uthe sawal ka jawab diya tha. Kisi ne kaha tha ki share market mein bad jya ya fer shayad mujhe bhavisya vakta bataya tha. Bus wo baat adhuri chod di thee ki samay aane pe jawab dunga. Aur 2 mahine ruk ja Haryana roadways is se jyada samay nahi ruk sakti kiraya badhane ke liye. Ab unko ye baat chubhi to mein kuch nahi keh sakta.