bhai sitram bas thik hain apki daya se ,ab ham apke staf me samil hoge ......... sadi karwan lag ra tha , wahi ulajh ra tha
bhai tera naunda bhi na den paya iske liye mafi chahta hooo kabhi mauka mila to apko jarooor bulayenge . ab to bas chota sa hi program tha, jiska mujhe bada afsos hai bhai.online rahne ka kam mauka lage hai ,isliye message karta raha kar bhai .