Karmveer ji namaskar........ Dhanyawad delhi jat meet ke liye prothsahit karne ke liye.........
Bhaisaab kya karan ha ki logon main meeting ko lekar uthsaha nahin ha.....????
Kya last year ki meeting safal nahin rahi.......????
Main nahin tha last year ki meeting main.
Plzz meeting ki date aur jagha ke liye guidance karain..
Dhanyawad.
''JAI JAT''