chalo bhai pis lyo pis lyo....aur dhyaan rakhiyo aata suthra suthra hona chahiye....haa haa haa
yahaan b sab theek h bhai koi kaam dhande ki b likh dyo....
Good morning and sorry! for delayed reply sitaraam ji!
actually m bahar gya tha to touch me nhi reh paya...thoda sa busy tha bss..
gahr prr sab raji khushi hai..sab mouj hai raam ji ki kripaa se,
aap btao kaisa chal raha hai sab theek thaak?
Sab ne meri raam raam poogti kar deejyo.....