kuldeepji ram ram
tyoharon ki sijan chal rahi hain aur dukan ka sara kaam der raat tak karna pad raha hain
isliye main pichle kuch dino se jatland par nahin aa raha hoon. diwali ke baad cont. aane ki koshish karoonga.
Sab bhaiyan ne ram ram. Bada accha lagta hai ke aaj ke jamane mein kuch bhai hain jo ek doosre ki chinta karte hain. Ye kam jat balwan hi kar sakta hai.Chalo ib to aap jaise doston se baat hoti hi rahegi.