Pro kabaddi ke toh kehne hi kya.
Is kabaddi ke chakkar mein maa ne daily saas bahu aale serial dekhne band kar diye.aage te sarre samaj gye hoge :-D
Waise haryana style kabaddi or national kabbadi mein jaat hi hai sabse aage.
Almost puri ki puri team haryana,Delhi or western up ke players ki...