sahi baat Arvind bhai. Jiss ne Jiss party se fayada hai, wo ussi ke gungaan kare ja hai, sub apne swarth dekhte hai.
Aur ek vote se jyadda hasiyat nahi uske din nahi badalne wale......bilkul sach baat hai ye. Jis Ek vote ki hasiyat wale admi ke paas khaane ko tho roti nahi.....wo kya kar lega...