Pradeep ji,
Bhai mujhe is baat ki bahut khushi hai tum sabhi jokes per comment karte ho. Aur bhai isme bura maan ne ki koi baat nahi hai ye tou sahi hai ki repeatition nahi hona chahiye. Per maine kareeb kareeb saare hi jokes padhe the mujhe koi aisa joke mila nahi tha tou maine post kar diya...