Ek baar ek aadmi jiske bahut badi badi muchche the apni cycle per jaa raha tha. Uski cycle me break bilkul nahi the. Uske saamne ek budhiya aa gayi aur usne bhatera try kiya per cycle ruki nahi aur budhiya se jaa takraya. Budhiya ko bahut gussa aaya aur us per baras padi aur gaali waali dekar boli ki tujhe dikhta nahi hai teri itni badi badi muchcha hori hai aur budhiya se tak ra raha hai.
Wo aadmi jhat se bolla ki tai meri muchcha me ke break laag re se.
Wo aadmi jhat se bolla ki tai meri muchcha me ke break laag re se.